Eid ul adha per ager kisi deobandi or wahabi k ghar se Gosht aye tu us ka kia hukum hay?

Hisse waali qurbani main agar 3 loug namaze EID parrh chukay hon aur dusre 4 lougon na parrhi ho tou kya qurbani kar sakhtey hain?

Hamare rishtedar jo ki dosre shahar mein rahte hai jo ki 70km door hai. Bakr Eid par gosht hamare yahan bhijwate hai apne hindu driver ke sath jo ki kai barson se nokri kar raha hain. Kya us gosht ka khana hamare liye jaez hai.

Qurbani ka Jaanwar agar Eid ke din subah mar jaaye, aur aisa malik hai jo dusri ki istitaat nahi rakhta, jo tha maal usse usne qurbani ka jaanwar tayyar kiya wajib ada karne keliye, to kya qurbani ho jayegi?

My Father and Brothers are Sunni; but my Brothers pray behind a Bad-Mazhab Imam. My Father usually slaughters the Goat/Lamb over the Eidain and the Brothers do the cutting of all the Animal. I wants to know if the meat is legal to eat?

yahan bombaye me ijtemai qurbani k liye kuch comettiya is kaam ko anjaam deti hai wo log jaanwar ki kurbani bombay se dur pune wagera me pehli EId guzaar kar raat 12, baje ke baad kurbani karte hai aur baasi Eid ko bombay me kurbani ka hissa laa kar hisse daaro me taksim karte hain. Kya raat mein qurbani hoti hai ya nahi? Agar nahin tou jo commetti aesa karti hay unke liye kya hukm hai? aur wo hisse daar is kaam se nawakif hai unki qurbani ho jati hai ya nahin?